Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum Lyrics – याद किया दिल ने 1953

Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum Lyrics in Hindi and English. याद किया दिल ने song from the 1953 Bollywood movie Patita.

याद किया दिल ने कहाँ हो तुम
झूमती बहार है, कहाँ हो तुम
प्यार से पुकार लो, जहाँ हो तुम

खो रहे हो आज किस ख़याल में
दिल फ़सा है बेकसी के जाल में
मतलबी जहां, मेहरबां हो तुम

रात ढाल चुकी है सुबह हो गई
मैं तुम्हारी याद ले के खो गई
अब तो मेरी दास्तां हो तुम

तुम हमारी ज़िन्दगी के बाग हो
तुम हमारी राह के चराग़ हो
मेरे लिये आसमाँ हो तुम

Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum Lyrics Video

Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum Lyrics in English

Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhumati bahar hai, kaha ho tum
Pyar se pukar lo, jaha ho tum

Kho rahe ho aaj kis khayal me
Dil fasa hai bekasi ke jaal me
Matlabi jaha, mehraba ho tum

Raat dhaal chuki hai subah ho gai
Main tumhari yaad le ke kho gai
Ab to meri dasta ho tum

Tum hamari zindagi ke baag ho
Tum hamari raah ke charag ho
Mere liye asama ho tum

Credit:

Lyricist : Hasrat Jaipuri,
Singer : Lata MangeshkarHemant Kumar,
Music Director : Shankar Jaikishan,
Movie : Patita (1953)

For more Beautiful Song Lyrics

Scroll to Top